|
|
![]() |
This is a duo by Yousuf Jamil and Tanwir Jehan that I wrote and recorded in the early 90s.
Click here to listen to Yaadain.
Yaadain Guzray hai har pal teri yaad main Chahoon phir wohi subho shaam main Bahon main teri beetay wo samay Kiyoon kar bhool jaoon main Hai yay kaisi baikhoodi Kabhi hai ghum to kabhi khushi Yaad main teri hooi sahar Ho saki na mujhay khabar Sukh ki neend na paaoon main Repeat Chorus Bhool na paoon teri hansi Yaad hai sub wo kahi suni Jeena ha mushkil teray bina Rah na payoon tujh say juda Tanhai ki aag main Repeat Chorus |