|
|
![]() |
This is the first song I wrote for my beloved honey bunny and that was way back in the early 90's and guess what? she didn't even know about it at that time that I was falling for her.....hmmn...
Click here to listen to Dil Ki Pukar.
Dil Ki Pukar Jab say daikha hai main nay tujh ko Dil nay yay har dum yay meray chaha hai Too mera meet ho Zindagi ki sooni dagar pay Sawan ki bhigi raton main Too mera preet ho Is jeewan ki In rahon main Haath main haath hoon Teray sang ho mera jeena Sun lay Dil Ki Pukar Chorus: Aa ja meray paas aa Payar ka hai yay saman Yoon hi dil na dukha Dil hai bay qarar Aa ja jaan-e-mun Chahat say meri hai too baygana Meray nainoon may too hi samaya hai Hoa main deewana Teray bin hai jeewan soona Yay jahan hai tujh bin weerana Yoon na bun anjaana Teray bin main Tanha tanha Beeti jayay hai bahar Dil ki kalyaan Naa jayain murjha Sun lay Dil Ki Pukar Repeat Chorus Solo Repeat Chorus |